Aapki apni rasoi - cooking,food,drinks,baby food,beauty tips,ghrelu nuskhe ke bare me janne ko milega

बुधवार, 23 अगस्त 2017

How to make nariyal barfi

HOW TO MAKE NARIYAL BARFI WITHOUT KHOYA AND CONDENSED MILK: 

Aap sbbi ko nariyal pasand hoga agr pasand h to nariyal barfi bnakar dekhe.aapko bhot pasand ayegi isko 15 se 20 din tk freez me stor kr skte h. khoe or condence milk ke bina bnae nariyal barfi.
Nariyal ki barfi ya mithai .Nariyal sabhi ko pasand hota h or ye kai tarike se khaya jata h.kchcha hi to nariyal paani piya jata h.thida PKNE par pani or giri dono use ki jati h.or paani sukhne ke baad bhi iska use hota h.to aaj bnate h nariyal ki mithai bina khoya or condenced milk ke.

Nariyal barfi bnane ki Samagri:
Ek bda nariyal
1/2kg chini (do katori)
250 ml milk
Ek chota chammach ilaichi powder (dalna chao to)
8 se 10 kte badam
Adha chammach ghee
Nariyal barfi Bnane ki vidhi:
Nariyal chilkar barik kaatle.nariyal kaatne se pehle jo upar ka kala hissa hota se use chaku ki madad se saaf krle.ab bcha bs sara safed hissa.isko barik kaatne ke baad grinder me dalkar ache se pis le bich bich me thoda thoda dudh daalte rhe .nariyal itna barik hona chahiye ki haat me mslne pr mlaai jesa lge.ab pisne ke baad bhari tle ki kdhaai le isme adha kilo chini lgbhag do katori dale.ab isko dhimi aach pr pkaae jb tk jmne ke lie tyar na ho .aap isko thoda plate me daalkr dekh skte h ki brfi bnne ke lie tyar h ya nhi.ab do badi plate me ghee lgaae or is mishran ko fela de adhe ghntte me ye bn jayegi .ab man chahe akar me isko kaatle.agar badam dalna chahte h to mishran ko plate me felane ke baad barik kaatkr upar ko daal de.ummid h aapko ye recipie bhot pasand ayegi.agar kuch puchna h to mere cmnt box me dale

TRY THIS
HOW TO MAKE COLD BLACK LEMON TEA

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें