HOW TO MAKE BANDGOBHI (PTTAGOBHI) CHILA
Naste me pttagobhi chila bnaie.ghar me sabhi ko ye postic grma garam nasta pasand ayega.aap chahe to pttagobhi chila aap lunch me bhi bna skte h.bachche bhi khush hokar khayenge chile ko.
BANDGOBHI CHILA BNANE KI SAMAGIRI
BANDGOBHI CHILA BNANE KI SAMAGIRI
besan - 1/2 cup
Kasi hui gobhi - 1/2 cup
Pyaj barik kta hua - 1/2 cup
Hari mirch baric kati hu -
haldi - 1/4 chammach
Jira - 1/2 chammach
Adrak ka pest - 1/2 chammach
Namak - swadanusar
Tail - avsaktanusar
Kta hua dhaniya - 2 chammach
CHATNI BNANE KI SAMAGIRI:
pudina ki pattiya - 1 cup
Tmatar - 2
Mirch - 1
Namak - swadanusar
BANDGOBHI BNANE KI VIDHI:
☆EK BARTAN ME SARI SAMAGIRI BESAN,KASI HUI GOBHI,ADRAK KA PEST,NAMA,BARIK KATI MIRCH,BARIK KTA HUA PYAJ,KTA HUA DHANIYA ,JIRA SBHI KO MIX KAR LENGE.
☆THODA PAANI DALKAR GHOL BNALENGE.
☆AB NONSTIK YA SADHARAN TAVE KO AANCH PAR RAKH KAR GOL BNA LE.
☆GHOL KE 1/4 BHAAG KO CHAMMACH KI SAHETA SE TAVE PA GOL GOL FELAIE.
☆SUNHERA HONE PAR PALAT LIJIE OR DUSRI TARAF SE BHI TAIL DAL KAR SUNHERA KIJIE.
☆ISI TRAH PURE GHOL KE CHILE BNAKAR GRMA GARAM PAROSIE.
PUDINA CHATNI BNANE KI VIDHI:
PUDINE KI PATTIO KO DHO KAR ,TMATAR,OR MIRCH GRAINDAR ME DALKAR PIS LE. GADHI LAGE TO THODA PAANI DAAL LE.
PUDINE KI PATTIO KO DHO KAR ,TMATAR,OR MIRCH GRAINDAR ME DALKAR PIS LE. GADHI LAGE TO THODA PAANI DAAL LE.
NOTE - agar chatni mithi bnani h to adha chammach chini daal le.
TRY THIS
TRY THIS
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें